avatar

Rishi

Namaste , kya aap Riya hain?

Namaste 🙏, ji haan ,Main Riya hoon. Kya aap Rishi hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

Ji haan. Main Rishi hoon. Kya aap vidhyaarthi hain?

Ji Haan, main vidhyaarthi hoon. Kya aap Hindi adhyaapak hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

Ji haan, main Hindi adhyaapak hoon. Riya, Kya aap chh saal ki hain?

ji haan, main chh saal ki hoon. Kya aap tees saal ke hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

ji haan, main tees saal ka hoon. Kya aap Hyedrabad se hain?

Ji haan, main hyedrabad se hoon. Kya aap jaipur se hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

ji haan, main Jaipur se hoon. Kya aap abhi ghar par hain?

Nahi, main abhi ghar par nahi hoon. Main Park me hoon. Kya aap abhi skool me hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

ji haan, main abhi skool me hoon. Kya aap khush hain?

Ji haan, main bahot khush hoon.

avatar

Riya

avatar

Rishi

kya aap dusari class me hain?

Ji haan, main dusari class me hoon.

avatar

Riya