avatar

Rishi

Namaste , kya aapkaa naam Fanny hai?

Namaste 🙏, ji haan ,meraa naam Fanny hai. Kya aap Rishi hain?

avatar

Fanny

avatar

Rishi

Ji haan. Main Rishi hoon. Kya aap bhaarat se hain?

Nahi Rishi, main America se hoon. Lekin mere papa bhaarat se hain aur aap?

avatar

Fanny

avatar

Rishi

Ji haan, main bhaarat se hoon. Lekin mere papa England se hai aur vo abhi bhaarat me hai. Mere papa doctor hai aur aapke?

Mere papa software engineer hai aur vo bhi abhi bhaarat me hai aur aapki mami?

avatar

Fanny

avatar

Rishi

Meri Mami Grahni hai aur aapki mami?

Meri mami Hindi adhyaapikaa hai.

avatar

Fanny