Rishi
Namaste , kya aap Aashi hain?
Namaste 🙏, ji haan ,Main Aashi hoon. Kya aap Rishi hain?
Aashi
Rishi
Ji haan. Main Rishi hoon. Kya aap vidhyaarthi hain?
Ji Haan, main vidhyaarthi hoon. Kya aap Hindi adhyaapak hain?
Aashi
Rishi
Ji haan, main Hindi adhyaapak hoon. Aashi, Kya aap chh saal ki hain?
ji haan, main chh saal ki hoon. Kya aap tees saal ke hain?
Aashi
Rishi
ji haan, main tees saal ka hoon. Kya aap America se hain?
Ji haan, main America se hoon. Kya aap jaipur se hain?
Aashi
Rishi
ji haan, main Jaipur se hoon. Kya aap abhi ghar par hain?
Nahi, main abhi ghar par nahi hoon. Main Park me hoon. Kya aap abhi skool me hain?
Aashi
Rishi
ji haan, main abhi skool me hoon. Kya aap khush hain?
Ji haan, main bahot khush hoon.
Aashi
Rishi
kya aap dusari class me hain?
Ji haan, main dusari class me hoon.
Aashi
Rishi
bahot achhaa
Dhanyavaad.
Aashi