Skip to content

avatar

Rishi

नमस्ते, क्या आप रिया हैं? Namaste , kya aap Riya hain?

नमस्ते, जी हाँ, मैं रिया हूँ। क्या आप ऋषि हैं?Namaste 🙏, ji haan ,Main Riya hoon. Kya aap Rishi hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

जी हाँ, मैं ऋषि हूँ। क्या आप विध्यार्थी हैं? Ji haan. Main Rishi hoon. Kya aap vidhyaarthi hain?

जी हाँ, मैं विध्यार्थी हूँ। क्या आप हिंदी अध्यापक हैं? Ji Haan, main vidhyaarthi hoon. Kya aap Hindi adhyaapak hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

जी हाँ, मैं अध्यापक हूँ। रिया, क्या आप छ साल की हैं? Ji haan, main Hindi adhyaapak hoon. Riya, Kya aap chh saal ki hain?

जी हाँ , मैं छ साल की हूँ। क्या आप तीस साल के हैं? ji haan, main chh saal ki hoon. Kya aap tees saal ke hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

जी हाँ, मैं तीस साल का हूँ। क्या आप हैदराबाद से हैं? ji haan, main tees saal ka hoon. Kya aap Hyedrabad se hain?

जी हाँ, मैं हैदराबाद से हूँ। क्या आप जयपुर से हैं? Ji haan, main hyedrabad se hoon. Kya aap jaipur se hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

जी हाँ , मैं जयपुर से हूँ। क्या आप अभी घर पर हैं? ji haan, main Jaipur se hoon. Kya aap abhi ghar par hain?

नहीं, मैं अभी घर पर हूँ। मैं पार्क में हूँ। क्या आप अभी स्कूल में हैं? Nahi, main abhi ghar par nahi hoon. Main Park me hoon. Kya aap abhi skool me hain?

avatar

Riya

avatar

Rishi

जी हाँ, मैं अभी स्कूल में हूँ। क्या आप खुश हैं? ji haan, main abhi skool me hoon. Kya aap khush hain?

जी हाँ, मैं बहोत खुश हूँ। Ji haan, main bahot khush hoon.

avatar

Riya

avatar

Rishi

क्या आप दूसरी क्लास में हैं? kya aap dusari class me hain?

जी हाँ, मैं दूसरी क्लास में हूँ। Ji haan, main dusari class me hoon.

avatar

Riya